Pyaar wid payinGuest~~RA FF~~ - Page 3 | Fan Fictions (2024)

P

yaar

with Paying guest

Ghazal ko ander gaye ab almost 20 mints ho chuke thay aur ab khuwaish gate k bahir left right left kerte hue thak gayi thi per abhi tak ghazal ka kuch pata nahi tha to khuwaish due to curiosity gate k ander dekhti hai k ek lady was sitting in lawn & un k saamne ghazal bethi hue thi & unse batein kerne main itni busy thi k usse waqt ka pata he nahi chala then khuwaish was abt turn back bahir jane k liye k ghazal ki nazar khuwaish pe parti hai & wo usse ander aane ka ishara kerti hai & b4 khuwaish can do anything us lady ki bhi nazar khuwaish pe parti hai to ab majbooran khuwaish ko ander jana pada.

Khuwaish comes to them then ghazal introduces her to the lady..

Gh- ye meri friend hai khuwaish ham dono ko he karma chahiye.

Ghazal k intro karane per lady was looking @ khuwaish & smiles to her.

Ghazal khuwaish ka haath khench k usse apne saath wali chair pe bitha leti hai.

Gh- bas aunty ab kya batau? Ham pichlay saal se us hostel main reh rahe hain per jab se wahan ki warden change hue hain sara mahol he kharab hogaya hai wahan ka.

Lady- very sad..

Gh- ab aap samajh sakti hain aese halat main hamara wahan rehna kitna mushkil hai.

Saying this ghazal ne masoom si shakal banali.

Lady- haan main samajh sakti hu actually hamara out house khali hai 2 rooms hain hamara usse rent pe dene ka koi irada nahi lekin tumhari batein sun k inkaae kerna achha nahi lag raha..

While the lady & ghazal were talking Khuwaish was observing the lady she was near 40 & kafi decent sii thi.

Lady- mere bachon ko shayad ye baat pasand na aaye kyuki wo apni privacy ko le ker kafi conscious hain dosra wo log kafi shararati hain her ek ko apne mazak ka nishana banate hain yahan tak k hamare yahan kaam kerne wali shabo(yar aur koi naam nahi samajh araha) k saath bhi unki nok jhok chalti rehti hai hosakta hai tum logo ko bhi un k mazak ka nishana banna pade.

GH- koi baat nahi aunty ham khud bhi kafi shararati hain.

Room milne k badle ghazal kuch bhi bardasht ker sakti thi.

Lady- theek hai agar tum logo ko koi prblm nahi to mujhe bhi koi aitraaz nahi meri boriyat bhi khatam hojayegi tum logo k aane se.weseek baat ko le ker befikar raho mere bachay shararati zaroor hain lekin shareef hain.

Gh- achha aunty rent ki baat ker len?

Lady- maine kaha na ghazal paiso ki baat nahi tum logo k aane se meri boriyat khatam hogi.

GH- phir bhi aunty….

Then ghazal k kafi kehne pe maan jati hain.

Lady- achha baba theek hai chalo 4thousnads pe baat khatam.

Jahan ek taraf ghazal khushi k mare uchhal rahe thi wahin khuwaish usse dekh ker pareshan horahe thi.

Sara mamla set kerne k baad 2no wahan se chali jati hain.

Ghazal bohat khush horahe thi per khuwaish khamosh thi when they reached their hostel to ghazalapna saman pack kerna shuru ker deti hai.

Gh- agle Sunday ham "Ghani House" main milenge.

Kh- main wahan nahi aaugi.

Ghazal looks @ her with soch..

Gh- KYU?

Khuwaish very coolly says

Kh- Wajah tum janti ho.

Gh- oh C'mon Khuwaish hosakta hai k "wo dono" wahan pe mehmaan hon aur aunty ko dekh ker tumhe lagta hai k un k bachay itne bade honge? Chalo agar hain bhi to hamen out house main rehna hai jo ghar se kuch faslay per hai to kya farak padta hai?

Kh- farak padta hai ghazal "Us" ghar main aadmi mojod hain.

Ye baat sun ker ghazal ko us per gussa ane lagta hai.

Gh- TO?

Khuwaish kuch nahi kehti..

Gh- insaan ko khud pe yakeen hona chahiye jab ham apne kaam se kaam rakhenge to doosre bhi hamare kaam main dakhal nahi denge.

Saying this she zipped her bag & aaker us k pass bethti hai.

Kh- tum khud socho wo colonel k ghar ham tumhare papa k reference se gaye thay to wo ek room k 10thousands maang rahe thay aur yahan to poora ka poora out house hai phir bhi sirf 4 thousands….

Gh- kitni shaki ho tum khuwaish her baar ka negative pehlu he dekhti ho unhone bataya to tha k paiso ka unhe koi prblm nahi wo to apni boriyat door kerna chahti hain.

Kh- plz ghazal ham kahin aur room dekh sakte hain kisi doosri hostel main?

Khuwaish ki ye baat sun ker ghazal ek dam tap jati hai..

Gh- bilkul nahi… pehle he main tumhari baat maan ker pachhta rahe hu iss hostel ki itni badnami ho chuki hai k yahan rehna ab bewakoofi hogi aur wo aria mujhe pasand hai log bhi achhay hain main easy feel karugi wahan.

Kh- main wahan bilkul nahi aau gi.

Gh- marzi hai tumhari..

Saying this ghazal sleep on the bed & switched off the lights.

Pyaar wid payinGuest~~RA FF~~ - Page 3 | Fan Fictions (2024)
Top Articles
Latest Posts
Article information

Author: Madonna Wisozk

Last Updated:

Views: 6326

Rating: 4.8 / 5 (68 voted)

Reviews: 91% of readers found this page helpful

Author information

Name: Madonna Wisozk

Birthday: 2001-02-23

Address: 656 Gerhold Summit, Sidneyberg, FL 78179-2512

Phone: +6742282696652

Job: Customer Banking Liaison

Hobby: Flower arranging, Yo-yoing, Tai chi, Rowing, Macrame, Urban exploration, Knife making

Introduction: My name is Madonna Wisozk, I am a attractive, healthy, thoughtful, faithful, open, vivacious, zany person who loves writing and wants to share my knowledge and understanding with you.